Type Here to Get Search Results !

हिन्दी पहेलियां Best Hindi Paheliyan with Answers in hindi

Best Hindi Paheliyan with Answers 

Best Collection of Analytical riddles, hindi paheli, Hindi Paheliyan, Hindi paheliyan for kids, Hindi Paheliyan with answers, Hindi Riddles, Logic riddles, Mathematical riddles, तर्कबुद्धि, हिन्दी पहेलियां, हिन्दी पहेली pahliya paheliyan in hindi with answer hindi paheli with answers for kids tough hindi paheliyan with answer paheliyan in hindi with answer 2017 tricky riddles with answers in hindi riddles in hindi language with answers riddles in hindi for children with answers paheliyan hi paheliyan book

1)
Kali hai par Kaag Nahi
Lambi hai par Naag Nahi
Balkhati hai par Dor Nahi
Bandhte hai par Dor Nahi
Batao Kya?
.
.
.
Answer: Choti


2)
Bujho Bhaiya Ek Paheli
Jab Kaato to Nai Naveli?
.
.
.
Answer: Pencil


 3)
Bimar nahi rehti main
phir bhi khaati hu goli
Bache bude sab dar jate
Sun kar iski boli
Batao yeh kya hai?
.
.
.
Answer: Bandook (Gun)


 4)
Dhoop dekh main aa jau
Chaav dekh sharma Jau
Jab hawa kare mujhe sparsh
Mai usme sama jau
Batao Kya?
.
.
.
Answer: Pasina


5)
Hara Hu Par Ptta Nhi
Nakalchi Hu, Par Bandar Nhi
Bujho to mera Naam Shi

Answer:- Tota ( Parrot )

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.