Type Here to Get Search Results !

10 Popular Shayaris of Mirza Ghalib

Popular Shayaris of Mirza Ghalib
Popular Shayaris of Mirza Ghalib

Mirza ghalib shayari in hindi 2 lines


Ishq Se Tabiyat Ne Zeest Ka Mazaa Paya,
Dard Ki Dawa Payi Dard Be Dawa Paya.
इश्क से तबियत ने जीस्त का मजा पाया,
दर्द की दवा पाई दर्द बे-दवा पाया।

Shayari of ghalib on ishq


Aata Hai Daag-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumaar Yaad,
Mujhse Mere Gunah Ka Hisaab Ai Khudaa Na Maang.
आता है दाग-ए-हसरत-ए-दिल का शुमार याद,
मुझसे मेरे गुनाह का हिसाब ऐ खुदा न माँग।


Galib ki shayari on life in hindi


Aaya Hai Be-Kasi-e-Ishq Pe Rona Ghalib,
Kiske Ghar Jayega Sailab-e-Bala Mere Baad.
आया है बे-कसी-ए-इश्क पे रोना ग़ालिब,
किसके घर जायेगा सैलाब-ए-बला मेरे बाद।


Mirza ghalib shayari in hindi

Teri Wafaa Se Kya Ho Talafi Ki Dahar Mein,
Tere Siwa Bhi Hum Pe Bahut Se Sitam Hue.
तेरी वफ़ा से क्या हो तलाफी की दहर में,
तेरे सिवा भी हम पे बहुत से सितम हुए।


Mirza ghalib shayari in urdu

 Ki Humse Wafaa To Gair Usko Jafa Kehte Hain,
Hoti Aayi Hai, Ki Achchhi Ko Buri Kehte Hain.
की हमसे वफ़ा तो गैर उसको जफा कहते हैं,
होती आई है की अच्छी को बुरी कहते हैं।

Mirza ghalib shayari in hindi 2 lines on life


Jee Dhoondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din,
Baithe Rahe Tasawwur-e-Janaan Kiye Huye.
जी ढूंढ़ता है फिर वही फुर्सत के रात दिन,
बैठे रहे तसव्वुर-ए-जहान किये हुए।

 Galib ki shayari in hindi on love


Kehte Toh Ho Yun Kehte, Yun Kehte Jo Yaar Aata,
Sab Kehne Ki Baat Hai, Kuch Bhi Nahi Kaha Jata.
कहते तो हो यूँ कहते, यूँ कहते जो यार आता,
सब कहने की बात है कुछ भी नहीं कहा जाता।


Famous shayari in hindi


Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Qasam,
Dil Mein Ab Tere Siwa Koyi Bhi Aabad Nahi.
चांदनी रात के खामोश सितारों की क़सम,
दिल में अब तेरे सिवा कोई भी आबाद नहीं।


Popular Shayaris of Mirza Ghalib ( hindi )

Aashiqi Sabr Talab Aur Tamanna Betab,
Dil Ka Kya Rang Karun Khoon-E-Jigar Hone Tak.
आशिकी सब्र तलब और तमन्ना बेताब,
दिल का क्या रंग करूँ खून-ए-जिगर होने तक।


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.