Love SMS Message For Sweet Heart
Aapke pyaar ko ehsaan mante hain,
Ise nibhana apna imaan mante hain,
Lekin hum woh nahi jo pyaar me apni jaan de,
Kyun ki aapke pyaar ko hum apni jaan mante hain…
Best Hindi Love SMS For Mobile
Mujhe jab bhi tumhari yaad aati hai.
Mere honto par ek hi fariyaad aati hai.
Khuda tumko zindagi me har khushi de.
Kyonki hamari khushi toh ke aapki khushi ke baad aati hai…